Ye sarsraati hawa
Jaaye chaaron disha
Aise hi mukat mann mera bhi ho gaya
Ye hawa
Sarsariya
Sarsariya
Kyu na lehrake main bhi
Disha disha nagar nagar jaun
Khila khila sa jo
Mera ye mann hai
Khila khila sa jo
Mera ye tann hai
Jo rang rang hai
Mere sapne
To sab rang hi
Laage apne
Jo rutt koi chhayi
Toh chha jaane de
Jo aayi angdaai
Toh aa jaane de
Hawayein jo batayein
Wohi maan le
Tu mann ki satrangi hai
Ye jaan le
Ye sarsraati hawa
Jaaye chaaron disha
Aise hi mukat mann mera bhi ho gaya
Ye hawa
Sarsariya sarsariya
Kyu na lehrake main bhi
Disha disha nagar nagar jaaun
Laage ke abhi tu
Hai anjaani
Jagat mein jitna
Bhi hai paani
Hai prem utna
Mere mann mein
Tu hi toh basi hai
Mere jeevan mein
Teri baani mere mann mein samaati toh hai
Teri baat mujhe sapne dikhati toh hai
Tujhe jo dekhu badhti ye dhadkan toh hai
Huyi meethi meethi si mann mein uljhan toh hai
Ye sarsraati hawa
Jaaye chaaron disha
Aise hi mukat mann mera bhi ho gaya
Ye hawa
Sarsariya
Sarsariya
Kyu na lehrake main bhi
Disha disha nagar nagar jaaun
No comments:
Post a Comment